Mujhey yakeen hai yeh zindagi aurat hai...
Banti hai bigadti hai, Ya Sajti hai savarti hai?
Kehti hai sunti nahi, Ya sunkar ansuna karti hai?
Seedhey sawaalon ke tedhe jawaab, Ya tedhe jawaabon ke seedhe hisaab?
Suljhi baaton ke uljhey qareenay, Iski uljhan ke sune thay kisse dereenay
Tere Mere samajh se paray,

- Saideep