Monday, April 2, 2012

Kalam

Arsay ho gaye kalam pakde huye,
Kuch kahein huye, na kuch sune huye...
Kuch ashaar likh rakhay tha zehn ke goshah mein,
Woh khayaal fanaah ho gaye bina ghazal bane huye!!

No comments: